Teri Daastan Lyrics 您所在的位置:网站首页 teri dastaan 歌词 Teri Daastan Lyrics

Teri Daastan Lyrics

2024-02-09 02:18| 来源: 网络整理| 查看: 265

Khwabon ki nagri haqiqat banane Aye dil ik din ka ye qissa nahi

Khud ke hone ki paheli suljhane Jo aye dil ik ka ye qissa nahi

Kadamon mein jamaa jo thakaan Chain ki neendein aati wahaan Kadamon mein jamaa jo thakaan Chain ki neendein aati wahaan

Itni suhaani banaa Ho na purani teri dastaan…

Hum to na kehte andhera kehta Jugnoo mein rehta ik taara rehta Hum to na kehte andhera kehta Jugnoo mein rehta ik taara rehta

Aansu moti kharcho na Khamiya khaas samjho na Itni suhaani bana Ho na purani teri dastaan…

Sun lo na ghaltiyon ka hai kehna Nadaaniyon mein tajurba baitha Jazbaton ki baaton mein na aana Jazbaati nazron ko dikhta dhundhla

Aansu moti kharcho na Khaamiyan khaas samjho na Itni suhaani bana Ho na purani teri dastaan…

Chanda tak pakka sa rasta banana jo hai Aye dil ik din ka ye qissa nahi Band dil baahon ko khilna sikhana jo Aye dil ik din ka ye qissa nahi

Ho na purani teri dastaan…



【本文地址】

公司简介

联系我们

今日新闻

    推荐新闻

    专题文章
      CopyRight 2018-2019 实验室设备网 版权所有